Youn To Mehroom-E-Java Kab Se Dhan Mera Tha
Poet: Ahmad Faraz
Type By
*._Ayaz Khan_.*
Youn To Mehroom-E-Java Kab Se Dhan Mera Tha.
Pher Bhi charcha Howa Jais Ka Wo Sukhan Mera Tha.
Mein Ne Kais Nasha Nakhot Mein Kamaan Khinchi Thi.
Teer Jais Badan Mein Utra Wo Badan Mera Tha.
Too Kabhi Ghoor Se Dekh Apni Qabay Risham.
Tere Khalat Mein Koi Taar-E-Kafan Mera Tha.
Ab To Mujh Ko Bhi Nadamat Hai Wafa Par Apni.
Mukhtalif Kitna Zamane Se Chalan Mera Tha.
Takhri Sham-E-Khizan Toot K Yaad Aai Hai.
Pher Naseeman Hi Mera Tha Na Chaman Mera Tha.
Meri Aankhon Ne Jo Dekha Mere Lab Par Aaya.
Meri Taqseer Hi Be Sakhta Pan Mere Tha.
Thi Ufaq Ta Ba Ufaq Yuon To Meri Khak FARAZ.
Kais Qadar Tang Magr Muj Pe Watan Mera Tha.........!
Bk: Jaana Jaana
No comments:
Post a Comment