Showing posts with label Ghalib. Show all posts
Showing posts with label Ghalib. Show all posts

Thursday, 8 October 2015

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain Lyrics

Poet Mirza Ghalib

Type By
   *.___HIJAR___.*

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,

Khayaban Khayaban Iram Dekhte Hain,

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,

Tere Sarv Qamant Se Ek Kade Adam,

Tere Sarve Qamat Se Ek Kade Adam,

Qyamat K Fitne Ko Ab Hum Dekhte Hain,

Jahan Tera Nash-E-Qadam Dekhte Hain,

Tamasha K Aai Mehv-E-Aaina Dari,

Tamasha K Aai Mehv-E-Aaina Dari,

Tujhe Kis Tamana Se Hum Dekhte Hain,

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,

Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhais GHALIB,

Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhais GHALIB,

Tamash-E-Ehla Karam Dekhte Hain,

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain.........!

Mazeed Poetry K Liye

Follow HIJJAR
Send 8002

Saturday, 19 September 2015

Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar Gai Dono Ko Ek Adaa Mein Raza Mand Kar Gai

Poet Mirza Ghalib

Type By
    *.___HIJAR___.*

Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar Gai,

Dono Ko Ek Adaa Mein Raza Mand Kar Gai,

Shak Ho Gia Hai Seena Khusha Lazat-E-Firaq,

Takleef-E-Parda Dari-e-Zakhm-E-Jigar Gai,

Wo Baada-E-Shabana Ki Sar Mastian Kahan?

UThiye Bas Ab K Lazat-E-Khwab-E-Sahar Gai,

Urti Phire Hai Khak Meri Koo-E-Yar Mein,

Baari Aab-E-Hawa Hawas-E-Baal-O-Par Gai,

Dekho To Dil Farebi-E- Andaz-E-Naqsh-E-Pa,

Mauj-E-Khiram-E-Yar Bhi Kia Gul Katar Gai,

Har Bulhawas Ne Husn Parasti Shiar Ki,

Ab Aabroo-E-Sheva-E-Ehl-E-Nazar Gai,

Nazare Ne Bhi Kaam Kia Wa Naqab Ka,

Masti Se Har Nigah Tere Rukh Par Bikhar Gai,

Farda-O-Deen Ka Tafarqa Yak Bar Mit Gia,

Kal Tum Gaye K Hum Pe Qayamat Guzar Gai,

Maara Zamane Ne
Asadullah Khan Tumhein,

Wo Walwale Kahan Wo Jawani Kidhar Gai..........!

Mazeed Poetry K Liye

Follow HIJJAR
Send 8002