Poet Mirza Ghalib
Type By
*.___HIJAR___.*
Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,
Khayaban Khayaban Iram Dekhte Hain,
Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,
Tere Sarv Qamant Se Ek Kade Adam,
Tere Sarve Qamat Se Ek Kade Adam,
Qyamat K Fitne Ko Ab Hum Dekhte Hain,
Jahan Tera Nash-E-Qadam Dekhte Hain,
Tamasha K Aai Mehv-E-Aaina Dari,
Tamasha K Aai Mehv-E-Aaina Dari,
Tujhe Kis Tamana Se Hum Dekhte Hain,
Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,
Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhais GHALIB,
Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhais GHALIB,
Tamash-E-Ehla Karam Dekhte Hain,
Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain.........!
Mazeed Poetry K Liye
Follow HIJJAR
Send 8002
Galib,s immortal poetry along with Pukhraj,s voice and the andaz with which she sang this gazal!
ReplyDeleteFhnnbv
ReplyDelete