Sunday, 8 December 2013

Tera Ghar Aur Mera Jangal Bheegta Hai Sath Sath

oetess Parveen Shakir

Type By
*.___HIJAR___.*

Tera Ghar Aur Mera Jangal Bheegta Hai
Sath Sath,
'
Aisi Barsatain K Badal Bheegta Hai Sath
Sath,

Bachne Ka Sath Hai Phir Aik Se Dono K
Dukh,

Rat Ka Aur Mera Aanchal Bheegta Hai
Sath Sath,

Wo Ajab Dunia K Sab Khanjar Bakaf
Phirte Hain,

Aur Kanch K Pyalon Mein Sandal Bheegta
Hai Sath Sath,

Barish Sang-E-Malamat Mein Bhi Wo
Humrah Hai,

Main Bhi Bheegon Khud Bhi Pagal
Bheegta Hai Sath Sath,

Larkion K Dukh Ajab Hote, Hain Sukh Us
Se Ajeeb,

Hans Rahi Hain Aur Kajal Bheegta Hai
Sath Sath,

Barshain Jare Ki Aur Tanha Bahut Mera
Kisan,

Jism Aur Iklota Kambal Bheegta Hai Sath
Sath.............!

No comments:

Post a Comment