Monday, 16 December 2013

Youn To Mehroom-E-Java Kab Se Dhan Mera Tha

Poet: Ahmad Faraz

Type By
*._Ayaz Khan_.*

Youn To Mehroom-E-Java Kab Se Dhan Mera Tha.

Pher Bhi charcha Howa Jais Ka Wo
Sukhan Mera Tha.

Mein Ne Kais Nasha Nakhot Mein
Kamaan Khinchi Thi.

Teer Jais Badan Mein Utra Wo Badan Mera Tha.

Too Kabhi Ghoor Se Dekh Apni Qabay Risham.

Tere Khalat Mein Koi Taar-E-Kafan Mera Tha.

Ab To Mujh Ko Bhi Nadamat Hai Wafa Par Apni.

Mukhtalif Kitna Zamane Se Chalan Mera Tha.

Aakhri Sham-E-Khizan Toot K Yaad Aai Hai.

Pher Naseeman Hi Mera Tha Na Chaman Mera Tha.

Meri Aankhon Ne Jo Dekha Mere Lab Par Aaya.

Meri Taqseer Hi Be Sakhta Pan Mere
Tha.

Thi Ufaq Ta Ba Ufaq Yuon To Meri Khak FARAZ.

Kais Qadar Tang Magr Muj Pe Watan
Mera Tha.........!

              Book: Jaana Jaana

No comments:

Post a Comment